Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Sunday, June 27, 2010

taksir jaffari mohobat k liya

As salamu allaiqum

naam talib mah walda or Naam matloob mah walda ( yani jis per amal karna ho us ka naam or uski ammi ka naam ) k darmayan isam wadood likho jab k amal ki satar ban gahe abb is ki taksir jafare kareen or saad okat main batiya bana kar jalahe saad okat ko samajh na k liya mera blog amliyate najoom pareen
jis satar ko taksir sadar mokhar ya taksir jafare karna ho in ko alaida alaida hurf main likh kar ake hurf bahe or dahe se le kar bar bar chup warasat ka yeah amal kareen hata k yeah amal khatam ho jahe or tamam hurf khatam ho jahe –or dosare lahin tayar ho jahe abb is dosare lahin per be yahe amal kar k tesare lahin tayar kareen her lahin per yahe amal itni he bar kareen k satar awal satar akhir main zahir ho jahe . bass abb taksir khatam ho gahe . akhare taksir ko satar zamam kehta ha
example
abb uper wali lahin main se sirf زید ہندہ ki taksir ki ja rahe ha app ko jesa uper bataya gaya ha k naam talib mah wala or naam matloob mah walda ka taksir karo to apko wesa karni hogee yeah sirf apko samjana k liya زید ہندہ ki taksir banahe ja rahe ha
uper wali lahin pehla din jalani ha beach wali lahin dosara din jalani ha or akhir ki lahin tesara din jalani ha
satar awal = ز-ی-د-ہ-ن-د-ہ = in hurf ko kaat kar pehla din jalahe
zamam=ہ-ز-د-ی-ن-د-ہ
zamam=ہ-ہ-د-ز-ن-د-ی
zamam =ی-ہ-د-ہ-ن-د-ز zamam ki tamam laheno ko kaat kar dosare din jalahe

satar akhir = ز-ی-د-ہ-ن-د-ہ is lahin ko tesara din jalahe

yeah 3 din ka amal ha inshallah acha sabit hoga . agar tin din main kam na ho to phir yahe amal dorate rahe bar bar 41 din tak inshallah matloob bekarar ho kar ahe ga


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com





6 comments:

Anonymous said...

AL SALAM ALAIKUM
main nae aapki website ilm e jaffar say taksir jafari muhabbat kay liye samajhnay ke buhat koshish ke hai magar mujhay uski samajh nae aa rahee kiya aap meri mada kar saktay hain?

Anonymous said...

Assala walaikum.................mujhe bhi is ki bahot zaroorat hai mehrbaani karke kya aap dobara samjha sakte hai.....................


jaza kallah

Anonymous said...

ASALAMU ALIAKUM W.T.W.B.KATAHO.
Amel sahab,kay yejo ilm e jafari mohabat k liya iss tarha likhna hai.e.g
Al hoob fala bin fala Wadood al hoob fala bin fala.plz help me.
Mein intizaar mein ho.

Unknown said...

اگر کسی نے یہ عمل کیا ہے تو مہربانی کر کے ضرور بتایں کامیابی ہوئی کہ نہیں ؟

Unknown said...

I want to learn norani ilm ..... but how???

Anonymous said...

Asalam o alikum
Sir apka wazeefa perha tha larai delwany wala .. Us k bary main mujhy kuch pochna ha ...
Apny ya ayat batai thi wazeefy k liye or kaha tha tha k is ayat ko talaq waggra ya moyan bv ma larai k liye na karen ...
Mujhy ya pochna ha k 1 lerki ha uaki talak ho gaye hui ha or uski 1 beti b ha talak ko 8 sal ho gaye han or uska x husband uski jaan ni chor rha ma he wo lerki ko dosri shadi krny dy rha ha ... Wo lrki ko jazbti kr k khta ha k koi dosra admi tmhari beti ko ni apnaye ga usy bap ka pyar ni dy ga wo sotrla higa waghra waghra ...
Ma chahta hn k us admi ko is lerki sy door kr dn ta k wo apni zindgi ko mukamal toor py guzar saky or shadi kr saky ...

Ap batayen k agr ma ya wazeefa karun to ya theek hoga ya ni
Apky jawab ka intazar rahy ga or agr ho saky to apna contact no b snd kr dain
Shukriya

Popular Posts